N

What is Data Communication in hindi || Data Communication kya hota hai? || What is Simplex in hindi || Simplex Kya hota hai? || What is Half Duplex in hindi ? || Half Duplex kya hota hai ? || What is full duplex in hindi || Full Duplex kya hota hai? || wired and wireless || wire vs wireless ||

Data Communication

Data Communication In Network:- Data Communication do se
adhik device ke beech digital tatha Analog data ka aadan pradan
karte hai. Jo aapas mein communication channel se jude hote hai.
Yahi data communication kahalata hai.


Advantage of Data Communication:-Data ko physical roop se bhejne mein tatha data taiyar karne
mein lagne wale samay ke bachat.
Aadhunik Computer ke processing capacity aur storage
capacity ka purn upyog.
File mein suchnao ki teevr prapti.Filon ke nakal se bachao tatha suddhta.


Types of communication Channel :-Yeh teen prakar ke hote hai.SimplexHalf DuplexFull Duplex


Simplex:- Ise Simplex channel ke naam se bhi jana jata hai.
Simplex mein data ka prabhav Ek hee disha mein hota hai.
Jaise ki Radio Station se Radio signal users tak pahuchata hai.
Yahi Simplex kahalata hai.


Half Duplex:- Is Channel mein data ka prabhav dono dishao
mein hota hai. Parantu ek samay mein kisi ek hee disha mein
data ka prabhav hota hai. Jaise ki Telephone line.


Full Duplex:- Is Channel mein data ka prabhav dono dishao
mein ek sath ho sakta hai. Ek hi samay mein data ek sthan se
doosre sthan tak bheja ja sakta hai. Tatha Receive bhi kiya ja
sakta hai. Ek Computer se terminal ya terminal se computer

tak
data ke prabhav ke liye kisi madhyam ki awashaykta hoti hai.
Jise communication line ya data link kahte hai.


(Wire/Wire less)

Post a Comment

0 Comments