N

kernal kya hota hai || kernal in hindi || what is kernal ||

 Kernel

Kernel:- Kernel operating system ka central module hota hai. Yeh
operating system ka wah part hota hai. Jo main memory mein
transfer kiya jata hai. Yeh sabse pahle load hota hai. Kernel kisi bhi
computer mein hardware se interact karne wala interface ka kaam
karta hai. Yeh ek core program hota hai. Jo computer ke on hone
par work karta hai.
Kisi bhi operating system mein design lene ka kaam
kernel ka hota hai.
 

Post a Comment

0 Comments